Comments on: Reality of Zaid Hamid , Who is Zaid Hamid?

By: Bilal
kufr ki bhi 3 qismen hain

1)aik wo jo ailniya kafir hai

2)aik wo jo ander se kafir ho lekin lekin upper se apne apko musalman kahe

3)aik kafir wo hai jo apne kufr ko Islam sabit karne ki koshish kare

no 1 main yahudi eisai hindu mushrik waghera sab dakhil hai ye khule kafir hai

dusri qism wale ko munafik kehte hain  jo zuban se La ilaaha illallah kehta hai magar dil ke andar kufr chupata hai jinke bare main Allah ne farmaya

“munafiq jab apke pas ate hain to kehte hain ke hum gawahi dete hain ke Aap Allah ke Rasool hain Allah janta hai ke App waqai Allah ke Rasool hain aur Allah gawahi deta hai ke munafiq jhoote hain munafiqon ka kufr aam kafiron se bar kar hai ke uno ne kufr aur jhoot ko jama kya aur kalma par kar kufr aur jhoot ka irtikab kya aur musalmano ko dhoka dya

ab in munafiqon se bar kar teesri qisam walon ka jurm hai wo kafir hain lekin apne kufr ko Islam kehte hain lekin isko Islam ke nam se paish karte hain balke Quran ki ayaat,Ahadeese tayyaba, Sahaba Karam ke irshadat aur buzurgane deen ke aqwal se man mani tafseer karke aone kufr ko islam sabit karne ki koshish kare aise logon ko shariat ki istalah main zandeeq kaha jata hai

to ye kul teen huay  awal khula kafir doosra munafiq jo pane dil ke andar kufr chupay huya ho aur zuban se jhoot moot kalma parta ho teesra zandeeq jo apne kufr par islam ka malma chara kar apne kufr ko ain islam sabit karne ki koshish kare

ab aap agar ghor karo to zaid Hamid zandeeq ke zamre main ata hai kyunke wo bar bar ye kehta hai ke main kisi jhoote nabi ka perokar nahi aur doosri taraf yousuf ko kazzab manene ko tayr nahi jisko 25 gawahon shawahid saboot aur tamam ulmay karam ki ray kay mutabik adalat ne mujrim qarar dya

lekin zaid to ulta yousuf kazzab ko defend karta hai na sirf ye balke ulta ulmay karam ko do takay ke molwi zameen par bad tareen log criminla keh raha hai aap khud dekho jab koi us se youusf kazzab se barata ka ailan ka mutalba karta hai wo ulta usko ye hadees “jo kisis par kufr ka fatwa lagay aur wo jhoota hoto wo fatwa lot kar us par ayga” suna kar apne apko sacha sabit karne ki koshish karta hai aur is ziman main ayaton aur hadieths ka bhi istamal karta hai

ab bat karte hain ke murtid kise kehta hain murtid wo hota hai jo musalman hone ke bad islam se phir jay aur kuf ikhtiyar kar le aise shakhs ko islami shariat ke mutabik 3 din ki mohlat di jati hai ke wo tobah karle warna phir usko qatal kar dya jay is bat par charon fuqha ka itifaq hai is main hamaray aaimma-e-deen main se kisi ka bhi ikhtalaf nahi

Zandeeq ka hukm

Imam shafai farmate the ke main Ibrahim bin alayhe ka har cheez main mukhalif hoon hatta ke agar wo la ilaha ilallah Muhammdur Rasoolullah pare is main bhi is ka mukhalif hoon matlab ye n baz log jhoot main is had tak bar jate hain ke wo kalma tayyaba main bhi jhoot bolte hain agar wo la ilallah muhammadur Rasoolullah paren tab bhi wo jhoote hain

ab Zandeeq jo apne kufr ko islam sabit karne ki koshish karta hai uska mamla zyada sangeen hai  Imam shfai aur mashoor riwayat main Imam Ahmed farmate hain ke iska bhi hukm murtid ka hai yani usko moqa dya jay ke wo tobah karle agar teen din main isne tobah karli to isko chor dya jayga aur agar usne tobah na ki to wajibul qatal hai lekin Imam Malik farmate hain ke “La Aqbal taubatu zandeeq”  “main zandeeq ki tobah qabool nahi karunga matlab ye ke kisi shakhs ke bare main agar pata chal jay ke wo zandeeq hai apne kufr ko Islam sabit karta hai aur pakra jay, phir kahe ke ji main tobah karta hoon ayenda main aisi harkat nahi karunga ‘ to iski tobah qabool karna na karna Allah tala ka kam hai hum to is par qanooni saza nafiz karenge’ iske wajood ko baqi nahi rakhenge ‘ jese zina ki saza tobah se maf nahi hoti baharal is par saza jari ki jati hai chahe admi tobah karle ya jesa ke chori karne par hath katne ki saza milti hai aur ye saza tobah se maf nahi hoti koi shakhs chori karne aur pakre jane ke bad tobah kar le tab bhi iska hath kata jayga isis tara Imam Malik farmate hain ke main zandeeq ki tobah qabool nahi karta yani zandeeq ki saza tobah se maf nahi hogi is par sazay mot lazman jari ki jaygi khuah 1000 bar tobah kar le aur isis tara ki riwayat Imam Hanbal Imam Abu Haneefa se bhi manqool hai

to maurtid ke ley tobah ki talqeen ka huk hai agar wo tobah karle to saza se bach jayga lekin zandeeq ke bare main Imam Malik, Imam Abu Haneefa, aur aik aur riwayat main Imam Ahmed farmate hain ke iski tobah qabool nahi

aur mujh jesa aik kam aqal deen ki kam maloomat rakhne wala banda bhi yehi kehta hai ke zindeeq ka aitbar na kya jay kyunke kay pata apne apko bacahne ke ley dhoka de raha ho

teesra ab agar Zaid Hamid tobah kar bhi le to uski tobah kitni ehmiyat rakhegi ke kuch din pehle uski relaese hone wali videos jin main wo yousuf kazzab ko defend aur ulma ko zalleel kar raha hai nauzubillah

kal bhi usne perss release main usne koi tobah ka ailan nahi kya balke wo ulta fasadi mullah keh kar apne kufr ko sach sabit karne ki koshish kar raha hai ke ye log mere takmeele Pakistan ke mission ko rakne ke ley kar rahe hian aap dekho ye zandeeq ki intiha hai ke kis ksi tara zaid apne kufr ko Islam sabit kar raha hai iske ley kabhi ayat kabhi hadees kabhi Pakistan se muhabta ka natak aur kabhi ulma ke bare main jhoot bol kar sabit kar raha hai ke wo sahi hai ulma ghalat aur ab tak Dr. Isars aur Jamiya Ashrafiya ke ameer ne iske jhot ki pol kholdi jo wo inke bare main kehta raha ke wo yousuf kazzab ki himyati the faisla khud karen ke zaid kya hai!!!!!!!!!!

doosra zaid ke cheelon ko jab koi jawab nahi ata to wo ulta ya to un ulema par atack karne ki koshish karte hai ya phir Barelwiyun ko bura kehte hai ke wo bhi to yehi sab karte hain aur Tahirul Qadri ko ghaseet lete hain unki harkaten bhi to aisi hi hain (main deo bandi hoon lekin barelwis ke khilaf nahi ye bhi zaid ka propganda hai ke barelwi deobandi fasad ho jayga agar mane tv par akar prg kar dya to hum main agar 1000 ikhtalaf bhi hon to Alhamdulillha khatame Nabuwat par hum sab aik hain))

ab iska main ye jawab doonga awal to sab zaid ke peeche yun pare hain ke usne nai nasal ko apni taraf ragib kay America India ke khilaf bol kar phir unse shariat aur khilafat lane ka nara lagay hai jo koi choti moti bat nahi ye bohat bari zimme dari hai to kya ulema is bat par chup rahe ke aik aisa shakhs khilafat aur shariat lane ki bat karta hai jiksa jhoote Nabi se tallauk hai?

doosra Dr. Tahirul Qdri ne kabhi ye khilafat ya shariat lane ya nizam badalne ka nara nahi lagay wo sirf taleemat dete hain lekin zaid to implmintaion yani shariat nafiz karne ki bat karta hai

teesra Tahirul Qadri jese bhi hon baqol zaid ke uno ne kabhi ye dawa nahi kya ke main App s.a.w. ka libas hoon aur mere sath Sahaba hain nauzubillah

aur agar koi unke mutalik kuch kehta bhi hai to saboot paish karke adalat main case lare agar aisi bat unse mutalik sabit hogi to hum bhi unke khilaf honge  is waqt apne gunah ko chupane ke ley zaid doosron par keechar uchal raha hai

ye intahai khatar nak shakhs hai jo lafzon ke hair pahir aur ayaton aur hadees ko kahil bana kar apne apko bacaha raha hai lekin Allah apne Nabi ki shan main gustakhi karne walon ko nai maf karta

ye jabse tv par aya hai jabse gustakhi kar raha hai App s.a.w. ki kya ye gustakhi nahi ke ye be parda sir khole larki ke samne ayaten aur hadieths parta hai aur host jeans pehne tang par tang charay apni laton ko ghuma rahi hoti hai?

kya ye Aap s.a.w. ki shan main gustakhi nahi ke ye apne apko Aap s.a.w. ka sahiq kehta hai aur ye zahir karta hai ke isko Aap s.a.w. ki tarafse mission mila hai lekin doosri taraf Aap s.a.w. ki taleemat ke khilaf amal karke App s.a.w. ki taoheen karta ahi ksal ke tor par be parda larkyin ke sath taveeren banwana

ummat ke betyun ko neem uryan libas pehna kar ramp par cat walk karwa kar kamay jane wale pese ka apne shows main istamal karna

apne shows mian mix gathering rakhna aurton aur mardon ko aik sath bithana parde ka intazam na hona

ghawa tul hind ki hadeiths se mutalik jhoot bolna

ulmay karam ko 2 takay ke molwi bolna jo ke Aap s.a.w. ne farmaya mere waris hain

phir wake up lahore ya takmeele pak ke promos dekho larke larkyan hathon main hath dal kar keh arhe hain wake up lahor ye kya gustakhi nahi Aap s.a.w. ki shan main ke nara shariat la lag raha hai aur kam horahe hain ghair sharai

By: Bilal
ab tum jano tumhara eeman main Allah ke upper faisla chorta hun aur Quran ki is ayat ke sath kahatm karta hun

“Allaahumma fatiras samaawaati wal arzi aalmal ghaybi wash shahaa da ti anta tahkumu bayna eibadika fee maa kaanoo feehi yakhtalifoon”

aye Allah asmano aur zameen ke peda karne wale chupe aur khule ke janne wale tu hi apne bando main faisla kare jis main wo (bahan) jhagar rahe hain”

fee amaan Allah

By: Bilal
ghazwa hind ki sabse bari bat agar aap is behas ko bhi tark kardo ke ye hadieths authnetic hain ya nahi aap sirf un hadieths ko hi parlo ke ziad jo kehta hai ke Allah ki qasam ghazwa hind sirf pak fauj ka nseeb hai jabke un hadieths main saf likha hai ke betul muqadas ka badsha lashkar rawana karega & hind ke khazano ko betul muqadas ki tazeeno araish ke ley use karega ab ye shariat ka rule hai ke male ghaneemat (booty of war) usi fauj ko milta hai jo fight karti hai aur jata bhi wahan hai ke jahan se fauj ati hai to agar ye pak fauj hoti to male ghanimat pakistan main ata na ke betul muqadas jata phir hadieth ke hi alfaz hain ke jab wo fauj paltegi to sham main hazrat Eisa a.s. ko paygi agar ye pak fauj hoti to pakistan ati kyunke pak ye raha India ke sath aur insan palat ta wahan hi hai janah se ata hai agar hadieths main lafz use hote ke ye fauj agay jakar Eisa a.s. ko join karegi to chalo pak fauj hone ka aik shuba ho jata but us main to saf lafz hain palatne ke yani jab wo fauj wapis jarahi hogi to Eisa a.s. ko paygi to Hdiths ke alfaz aur shariat ke rule dono ke lehaz se zaid ki bat jhuti sabit hoti hai jo wo ghazwa hind ke bare main kehte hai

phir App s.a.w. ke daur main Indo apk aik tha to hadiets main to fatah ki bisharat betul muqadas se nae wale lashkar ke ley hai agar hadieths ke ye word hote ke hind ka aik hissa alag ho jayga phir wo alag hone wala hisa bare hisse ko fatah karega tab to chalo Pak fauj ka naseeb hota but un hadieths main to kaheen hind ke apne hi alag hone wale hise se larai ka zikr nahi hai

zaid ke followers ye taujeeh bhi paish karte hain ke jab tak pakistan itna bara ho jayga ke betul muqadas tak jayga to mera unse ye sawal hai ke aisa to tab hoga jab aap Indai fatah karoge aur bat to horahi hai India ko fatah karne ki dusra agar Pakistan itna bara ho jata hai to phir bhi ye khazane pakistan main ane chahye the kyunke jo khilafat ka ya hakumat ka markaz hota hai male ghanimat wahan hi jata hai jese Hazrat Umer r.a.ke daur main persiya fatah hua to uske khazane madeena tul munawwara aye the to kia khilafat ka markaz betul muqadas hoga? jo wahan jaynge jabke zaid ke kehna hai ke ab khilafat ka markaz Pakistan banega aur agar khilafat ka markaz Pakistan hoga to wo betul muqadas se fauj ko kyun rawana karega hind par hamla karne jabke Pakistan India se zyada kareeb hai

hadieths ke apne alfaz, shariat ke rule aur logic teeno tara se zaid jhuta sabit hota hai but uske followrs ke dilo dimagh dono par parda gaya hai

asal main zaid ka kam wohi hai jo India main bajrang dall ya RSS ka wo bhi mazhab ka istamal karte hain zaid bhi

asal main zioinst chahte hain ke Indai apk jang ho jay take is khitte se jo itni deen ki tableegh ka kam ho raha hai wo ruk jay kyounke yourup Americ hatta khud madeetul munawwar main bhi is khitte se tableegh ka kam horaha hai uar musalmano ki barti hui tadad se ye log pareshan hain inke pas aik hi hal is khitte ko hi tabah kar dia jay iska asan hal hai Indo pak jang na haldi lage na phitkari aur rang bhi chokha ye hain inka plan

By: Bilal
Allah dajjal ko kitni takat dega uske bhi kitne zyada folloers honge kia us par bhi eeman le aoge ke iske followers bohat hai isko Allah ki madad hai jabhi to koi isko mar nahi pata Allah ke waste samjho in chote fitno ko bhi Allah dheel deta hai takat deta hai take azmay kon kitna eeman wala hai kon sacah uska aur uske Nabi s.a.w. ka hai aur kon shetan ka

Alah ke waste samjho Allah ka deen itna doghla nahi ke aik taraf wo Quran main aurat ko apni zeenat chupane ka hum de dusri taraf uske bar khilaf ummat ki betyon ko uruyan krke kamay jane wala pesa apne deen ke kam main le yani zaid jo shariat lane ka kehta hai but maria ba ka pesa use karta hai wakeu apk ki series main kya zakir naik isi kufr ke … See Morenizam main kam nahi kar raha jo amal karne wale hote hain wo bahana nahi banate dekho un americans yourupions aur indions ko jo w ahan reh kar bhi shara par chalte halte hain ye bahana nahi banate ke jab shariat ayegi jab amal karenge

zaid jab khud shariat par amal nahi kar sakta to kya shariat layga Allah ke waste dekho zakir naik ko kia wo kisi female ko leta hai apna prg host karne ke ley ya kisi be parda larki ko samne bitha kar deen ki bat karta hao nahi jabke uske majmen main lakhon log hote hain lekin wo aisa nahi karta App s.a.w. ka sacha ashiq khud sabse bar kar App s.a… See More.w. ke tareekon par amal karne wala hoga na kae ye bahan karne wala hum kufr ke nizam main hain kya App s.a.w ye change ke ummat ki betyon ko uryan karke ramp par vat walk karke kamaya jane wala pesa lage unke mission main Allah ke wasre samjho iski munafikat ko kahid dair na ho jay bohat ziada

aur agar bhi tumahar dil dano dol hai to Sura baqrah ki ayat paro “Subhanaka la ilma lana illa maa allamtana innaka antal aleemul hakeem” ye ayat paro aik tasbeeh aur Allah se dua karo ke Alla haqeeqat tum par wazeh karde zaid ki khud tumhare samne ajayga

yaqqen ke sath Allah se madad mango phir dekhna haqeeqat tum par wazeh ho jaygi

Allah ke ley meri aapse guzarish hai ke aap ko hamari baton par yaqeen nahi mat karo but Allah ki kitab par to apka eeman hai aap sora baqra ki ayat no32 ko paro 100 dafa Allah se dua karo girgira kar Allah apke samne le ayega itna andha dhund na bhago zaid ke peeche ke mun ke bal giro tum Allah Rasool s.a.w. ka wasta apni ankhen kholo ye fitan hai agar Allah isko dheel de raha hai isko takat hasil hai to tum is se dhoka mat khao jab iski Allah rasi khenchega to kahin aisa na ho tuym bhi iske saath ghaseete jao

main Allah ko haziro nazir jan kar kehta hun jhoot boloon to mujh par Allah ki lanat ho akhrat main zaleeli hun main na to RAW na mOsad na CIA agnet hun na mujhe is kam ke lei aik bhi pesa milta hai main ye sirf Allah aur uske Rasoo s.a.w. ke ley ye sab likh raha hun take log is jhute nabi ke fitne se baxh saken is se bari qasam koi musalman nahi kha sakta ab to meri bat man lo khud ayat par kar Allah se dua karo sach asmne ajaygl

By: Bilal
zaid jhoota aap khud socho kahatme Nabuwwat ke lafz aur is se munsalik majlis kes sabse ziayad khilaf kon hain yehi qadiani aur agar zaid inko zameen par bad tareen log keh raha hai to aap uske khayaly khud samajh sakte hain ke isko kitni nafrat hai un logon se jo ye mante hain App s.a.w ke bad koi nabi nahi aur nahi App s.a.w. ki Rooh kisi badan main atai hai to aise log to zaid ke sabse bare dushman hai kunke wo zaid ke nabi nauzubillah youusf kazzab ka inkar kar arhe hain jo ke zaid ki nazron main kufr hai si ley aise tamam log RAW, CIA ya MOSAD se talluk rakhte hain jo zaid ke nabi ko mane wohi log muhebbe watan hain aur wohi log pakistan ko bacah sakte hain astaghfirullah

jab Dr. Israr saf keh rahe hain ke zaid apne aqaid se taeeb ho gay yani is khabees ne Israr sb ke samne yousuf se barat ka izhar kya hoga lekin is kazab ki haqeeqta Allah do jahano main bhala kare un jawano ka uno ne uski video leak karke khol di ke wo kitna apne aqaid se taeeb hua hai ye zindeeq hai kyunke ye apne kufr ko islam zahir karta hai iska qatal wajib hai Allah ki qasam agar Islami shariat hoti to iska anjam bhi mulima kazzab ke followers jesa hota

Allah ki lanat aur ghazab ho zaid par ab bhi jhoot par jhoot bol raha hai Allah isko zaleel-o-ruswa kare agar ye ab bhi taib hojata to chalo iske ley kuch to mere dil main narmi hoti lekin kazzab kitne dharale se jhot bol raha hai Allah iska asli chehra sabke samne le aye isko tabah-o-barbad kare aameen

By: Bilal
tanzeem ki janib se di gai statemint ko zaid ne bare fakahr se apni face book par sajaya ke dekho Isarr sab humko suport kar rahe hain lekin uske aqal ke andhe followers ne ghor se usko paar nahi us main saf likha hai ke zaid ne hamare samne barat ka izhar kiay yani wo kazzab tha uno ne saf likha hai ke humne research ki jabhi uno ne kazza likha hai warna kya Dr. Israr ko nahi pata ke kisi mulamna ko kazzab kehna kitan bara gunnah hai lekin wo puri research aur saboot dekhne ke bar use kazzab likh rahe hain aur zaid hamid se ye mutalba bhi kar rahe hain ke wo apni facebook par yousuf kazzab se barat ka ailan kare

lekin zaid ka doosra rukh aapko you tube par mojood un videos main nazar ajayga jin main wo yousuf kazzab ko defend kar raha hai balke keh raha hai ke sharan usko kazzab nahi kaha jaskat ye sab us par ilzam hai aur videos koi purani nahi abhi chand din pehle release hui hain aab aap apni aqal istamal karo ke Isars sb jese scolar bhi zaid se mutalba kar arhe hain wo barat ka ailan kare & zaid bhi unke samne barat ka ailan kar raha hai aur apne aqaid se taeeb ho raha hai kyonke Dr. Israr ne saaf likha hai ke wo taeeb hogay kein doosri taraf un videos main wo usko kazzab manne ko tayar nahi balke ulta ulema ko keh raha hai ke pese wews ke chakar main beech main ghusar gay aur tahaffuze kahatme Nabuwat ke ulema ko zameen par bad tareen log keh raha hai aur kia saboot chahiey in logon ko kia Dr. Israr par bhi kufr ka fatwa lagyag zaid ke uno ne yousuf ko kazzab likha?

doosra isne in AMTKN ke ulema ko bad tareen kaha lekin doosri tar apni facebook par ye link de raha hai

Syed Zaid Zaman Hamid [Official] The actual final act of Maulana Jalalpuri

http://www.dailyislam.pk/epaper/daily/2010/march/12-03-2010/frontpage/20.html

HN

Fri at 2:50am

khud man raha hai ke wo Qadiyanio ke khilaf sargaram the is ley unko shaheed karwa dia gaya uno ne deen ki khidmat aur apne watan ke difa main jan di yani wo pese ke ley bikne wale nahi the yahan bhi zaid jhuta sabit hogaya

aur wo qadiyanion ke khilaf jo kar rahe the so kar rahe the but uno ne sabse zyada stand zaid ke khilaf lia tha jo Qadianyun se zyada khatar nak hai kunke ye apne apko ashiqe rasool kehta hai aur molana ne is fitne ke khilaf stand lia fatwa dia open chellenge dia kitab likhi jiske bad unko raste se hata dia gaya

aur ye bhi dekhlo ke zionist aur unke media ki suport kisko hai kisi aik channle par bhi kisi ne ye zikr kia ke Jala sab ke qatal ki FIR kiske khilaf kati gai hai GEO par bhi “Kamran Khan ke sath” main bhi usne unke murder ko discus kya but ye name tak nahi lya ke FIR kiske khilaf kati balke rukh moara gaya aur inke murder ko Muharram ke blaste se jor dya gaya

agar zionist zaid ke khialf hote to is issue ko itna uthate dhajyan bakhair dete zaid ki but har chanle ne bat ko daba dya warna aik bache ke aghwa tak ke qisse ko itna hi light kya jata hai but dekho media yahan kitni bari bat ko chupa gaya ye koi choti bat nahi thi ke aik jhute nabi ke khaleef ke khilaf kitab likhne aur usko open chllenge karne par Jalal sb ko shaheed kar wa dya gaya

By: Rizwan Ali
Aray Musalmanoo tumhay kya ho gaya hai. Aik Murtid(Zaid Hamid) ko tum log Acha insaan keh rahay ho. Mar Kar Allah ko jawab dena hai. Zaid Hamid Wajibul qatal hai. Mein na koi moulvi hoon na mera taaluk kisi fiqaay se hai. Alhamdolilah mein aik mussalman hoon. Zara apni aqal se soocho aur mukammal tehkeek karo. You tube mein saray evidences mojood hai jis se us ka taaluk sabit hota hai Yousuf Kazzab murtid ke saath.

By: Sheikh Abdul Rafay
Musalmano Khabardar hojao is fitnay sa warna tum log aur pasti ka shikar hojaoge Humari Hukumat America Ki Ghulam.. Zaid Hamid Bhi Ghulam Ahmed Qadiayni Ki Tarha Angraiz ka Poda ha.. Hum sab ki behn Dr. Afia Siddique Na 2 Injured Taliban ke dekhbhaal kerna par america na pakar liye jab ke Yeh Dajal ka bacha Ameica aur India ko khule Aam galiyan deta ha isay kyun Nahe Pakarta America.. Baat Ko Samjhiye .. Kal Ka Major Zaid Zaman AJ KA Zaid Hamid … Taliban Haq Par Hein Aur INSHAALLAH AUR ZARUR INSHAALLAH TALIBAN PAKISTAN PAK HUKUMAT KARENGE AUR SHARIAT AIGEEEE… AT THE END

ALLAH SE HOTA HAI AUR MUHAMMAD S.A.W.W Ke Piyare Tarekon Seh Hota HA Angraiz Ki Olad ban ne Seh Nahe Hota Yehh Azaab Hein Hum par .. Jo Ajkal Ka Halaat ha Apni Aap ko ALLAH PAK K SUPURD KERDO… Yeh TO fitna ha Jahil Jo Nabuwat ko Na Manay woh Kafir Woh Kafir Woh Kafir…

Naara E Takbeer ALLAH HU AKBAR

Naara E Risalat ZINDA BAD

KHATAM E NABUWAT ZINDA BAD

SHAAN E RASOOL(S.A.W.W) ZINDA BAD

SHAAN E SAHABA ZINDA BAD

By: Ali qadri
Salam

Zaid Hamid ko bolnay walay Jalaal poori sahab k peer sahab to Qadianio k Founder hain Maulana Qasim Nanotvi Deobandi nay Tehzeerun Naas main Khatm-e-Naboowat ka Inkaar kia jo k khud Bani Darul Uloom Deoband thay………………Zaid Hamid ko kehnay say pehlay yeh yaad na aaya k jab Qadianio ko Kafir kehnay k liye Assembly main Tehreekh Aaye to Qadianio nay yehi Aaitiraaz kia tha Aaj bhi yeh On Record hain Lekin kaun bolay Apnay greibaan main jhankna to hamari Aadat nahi ik Banday per Ilzaam lagana Kaha ka Insaaf hain

By: Last Article by Maulana Saeed on 11 march about zaid hamid | Student Life blog. Urdoogle.com
[...] http://www.urdoogle.com/2009/10/18/reality-of-zaid-hamid-who-is-zaid-hamid/ [...]